Monday, 17 August 2020

O Saathi Song Lyrics | Baaghi 2 | Atif Aslam

0

O Saathi Song Details





Song: O Saathi
Movie: Baaghi 2
Singers: Atif Aslam
Musicians: Arko
Lyricists: Arko





O Saathi Song Video






https://youtu.be/Qvd43XKY-f0




O Saathi Song Lyrics





Allah mujhe dard ke
Kaabil bana diya
Tufan ko hi kashti ka
Saahil bana diya
Bechainiyan samet ke
Saare jahaan ki
Jab kuchh na ban saka
To mera dil bana diya





O saathi tere bina
Raahi ka raah dikhe na
O saathi tere bina haan
Saahil dhuan dhuan





Aakhein moondein
To jaane kise dhoondhein
Ke soya jaaye na, ke soya jaaye na
Kise dhoondhein
Yeh khwahishon ki boondein
Ke soya jaaye na, ke soya jaaye na
Mano nindiya piroya jaaye na
Mano nindiya piroya jaaye na





Allah mujhe dard ke
Kaabil bana diya
Tufan ko hi kashti ka
Saahil bana diya
Bechainiyan samet ke
Saare jahaan ki
Jab kuchh na ban saka
To mera dil bana diya





O saathi tere bina
Raahi ka raah dikhe na
O saathi tere bina haan
Saahil dhuan dhuan





Writer >> Arko


No comments:

Post a Comment

–>